Best Two Line Shayari By Ahmad Faraz | Shayri-E-Love

Ahmad Faraz was one of the great modern Urdu poets of the 20th century, Born on January 12, 1931, in Kohat. Faraz is his pseudonym 'takhalus'. He was often called a ‘people's poet’ who spoke of fireflies, butterflies, and romance and sometimes called a ‘rebellious poet’ for hailing revolution. 

Ahmad Faraz Shayari (poetry) has a lyricism, which is unparalleled in contemporary Urdu poetry. He played a constructive role in society and gave the message to stand firm against injustice and oppression through his poetry. Ahmad Faraz Shayari (poetry) often showed the struggles and social realities of his country.  

Ek Nafrat Hi Nahi Duniya Mein Dard Ka Sabab Faraz
Mohabbat Bhi Sakoon Walon Ko Badi Taklif Deti Hai...



Mana Ki Tum Guftgoo Ke Fan Mein Mahir Ho Faraz
Wafa Ke Lafz Pe Atako To Humein Yaadn Kar Lena...


Us Shakhs Se Bas Itna Sa Talluk Hai Faraz
Wo Pareshan Ho To Humein Neend Nahin Aati...


Is Tarah Gaur Se Mat Dekh Mera Haath Ae Faraz
In Laqiron Mein Hasraton Ke Siwa Kuch Bhi Nahi...


Wo Roz Dekhta Hai Dube Hue Suraj Ko Faraz
Kaash Main Bhi Kisi Sham Ka Manzar Hota...


Wo Barish Mein Koi Sahara Dhoondata Hai Faraz
E Badal Aaj Itna Baras,
Ki Meri Bahon Ko Wo Sahara Bana Le...


Deewar Kya Giri Mere Kachche Makan Ki Faraz
Logon Ne Mere Ghar Se Raste Bana Liye...


Dosti Apni Bhi Asar Rakhti Hai Faraz
Bahut Yaad Aayenge Jara Bhool Ke Dekho...


Ek Pal Jo Tujhe Bhoolane Ka Sochata Hun Faraz
Meri Saanse Meri Taqdir Se Ulajh Jati Hai.


Aankhon Mein Haya Ho To 
Parda Dil Ka Hi Kaafi Hai Faraz,
Nahin To Naqabon Se Bhi Hote Hain 
Ishaare Mohabbat Ke.
Best Two Line Shayari By Ahmad Faraz | Shayri-E-Love Best Two Line Shayari By Ahmad Faraz | Shayri-E-Love Reviewed by iworld on August 26, 2021 Rating: 5

1 comment:

Powered by Blogger.